Dinesh Trivedi's Shaayari during Rail Budget Speech

Shaayari read by Dinesh Trivedi during rail budget presentation:

Hath ki lakeeron se zindagi nahi banti
Hamaara bhi kuch hissa hai zindagi banaane ka


----

Fhaulaadi hain seene apne
Fhaulaadi hain baahein
Hum chaahein to paida kardein
Chattaanon mein raahein


----

Kandhey jhhuk gaye hain
Kamar lachak gayi hai
Bojhaa uthaa uthaa kar
Bechaari rail thak gayi hai
Rail gaadi ko nayi dawa chaahiye, 
Thode paise chaahiye
Aur aap sa humsafar chaahiye 

----

Manzil abhi door hai
Aur raasta mushkil

 You may also like to read:
  1. Railway budget 2012 Speech highlights - LIVE Blogging
  2. Railway Budget 2012 and Mumbai / Navi Mumbai

  3. Rail Budget posts on this site (Railway budget highlights of 2009, 2010, 2011 and 2012)

  4. Mumbai Local's 17-Point Fun Wishlist for Railway Budget

0 comments: